Bhool gye
Ishqe junoon m kuch paya nhi humne,
Write a comment ...
Ishqe junoon m kuch paya nhi humne,
M khuli kitaab bnu or jeena chod du
Chod de zamane ki dolat na ajeem,m chahu nhi paisa pr paise ki machine,y zindagi h kitni haseen kru change meri theme,Jeet ki firoti leke bhaga alladin
Y Zamana kyu iljaam dalta h ,tanha jeete hue bhi beimaan Manta , imaandari ki saza to Milne lgi aaj s , kagaz kalam liye betha y dil ab dard Mangta h.
Dadkane cheen li gyi bn gya gulaam wafa m , leke hatho m kala gulab pyar ka jeher diya h , khoobsurati ko kyu na chum lu , tujhe chulu in aankho s ,bato m gum na shi meri aankho m sabhar rha h.
Dil m dard gustakhi ka ,,Jamir p mere kafan chada do, m hu koi kitaab nhi , k jb chahe mujhe jla do , m tanha rhena janta hu , takleef meri sathi , or y katil zindagi jakham deke marham nhi lgati.
Gawai de Bo tere mere beech m ,Bo h hi kon kyu bne musibat , tanhaiyo s tang aa chuka hu m ,y log har jagha kre meri geebat,likhni thi noble likh dali poem,tere hi fasano s bna h mera jeevan.
Sargoshi k aalam m , chuppi apni Tod du ,ghutno k bal aajaye apni ruh ko boldu,raste mil jayenge kafi tere baad bhi ,agar tumsa mila nhi to insaniyat hi chod du.
Safai kya du tujhe tu imtehaan leti h ,gawai hi de du Bo tu Jaan legi na , humdardi h pr dard itna ghera k, bujhegi na aag ab to kamyabi meri h
Mujhko aehmiyat na do , fasle do chahe mujhko na Milo, gulaami kru agar to mar do, pr na kho ki pyar kru,jb isq tera jahir ho
Qismat ko bhool k jarurat ko pana chaha , mili nhi roshni bs andhera hi thikana rha ,koi to mujhe pura bhar de ,Khali h khafan bhi sareer y na gawaya gya .
Dar m mukammal tha ,ilteja n hi mar dala, ijhar bhi kyu kiya mene , jb bafayi m harna tha
Shahdat mili gum sifa de,jb marham e mot dawa de, y gustakhi aapki nhi ,mere muntazir ki saza h
Neend n andhero ko chaha ,roshni n gawai mangli, kya safai pesh kru haqiqat ki , giraftari ki koi dafa na thi, kuch jakhm mujhe jeena sikhate h ise bhi cheenlogi kya , y nishani h mere bikharne ki, dil s alag hone ki tadap to hogi na.
Un kitabo ko pdke apna ilm jala du,samjhote s apne kadam bda lu , y naseeb m likha h dosta duniya to daga kregi hi, m kyu iske liye apna jism jla du
Waqt ki ched chad m neende haraam h, kya uruz hi meri pehechan h ,jis pal ko jeena chahu wo Mera nhi h ,kya mukaddar s bichadna Mera inaam h
Write a comment ...